Gham-e-dauran’ ne bhi seekhey Gham-e-jaana k chalan
wohi sochi hui chalein’ wohi besaKhtapanwohi iqrar mein inkaar k lakhon’ pehlu
wohi hon’ton’ pe tabassum wohi abaru pe shikan
...
kis ko dekhaa hai k pindaar-e-nazar ke baavasaf
ek lamhe ke liye ruk gai dil ki dharkankaun si fasl mein is baar mile hein tujh se
ham ko parvaah-e-gireban’ hey na fikr-e-damanab to chubhati hai hava barf ke maidaano ki
un dino jism ke ehasas se jalata tha badan
No comments:
Post a Comment